kadam kadam badhaye ja lyrics

 kadam kadam badhaye ja lyrics

kadam kadam badhaye ja lyrics


Kadam Kadam Badhaye Ja is a hindi song from the 1950 movie Samadhi. Kadam Kadam Badhaye Ja singer is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra).

kadam kadam badhaye ja Song Details

Song Lyricists

Rajendra Krishan

Movie

Samadhi

Singers

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Music Composer

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Music Director

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

 

kadam kadam badhaye ja lyrics

Tere liye tere watan

Ki khak bekrar hai

Himalya ki chotiyo ko

Tera intazaar hai

Watan se dur hai magar

Watan ke geet gaye ja

Watan se dur hai magar

Watan ke geet gaye ja

Kadam kadam badhaye ja

Khushi ke geet gaye ja

Ye zindagi hai kaum ki

Tu kaum per lautaya ja

Kadam kadam badhaye ja

 

Bada kathin safar hai

Bade katin hai raste

Magar ye mushkile hai kya

Sipahiyo ke waste

Tu bijliyo se khel

Andhiyo pe muskuraye ja

Tu bijliyo se khel

Andhiyo pe muskuraye ja

Kadam kadam badhaye ja

Khushi ke geet gaye ja

Ye zindagi hai kaum ki

Tu kaum per lautaya ja

Kadam kadam badhaye ja

 

Bichad raha hai tujhpe tera

Bhai to bichadne de

Bhai to bichadne de

Nasib kaum ka bane to

Apna ghar ujadne de

Apna ghar ujadne de

Mita ke apna ek ghar

Hazaar ghar basaye ja

Mita ke apna ek ghar

Hazaar ghar basaye ja

Kadam kadam badhaye ja

Khushi ke geet gaye ja

Ye zindagi hai kaum ki

Tu kaum per lautaya ja

Kadam kadam badhaye ja

Khushi ke geet gaye ja

Ye zindagi hai kaum ki

Tu kaum per lautaya ja

Kadam kadam badhaye ja

 

Tere liye tere watan

Ki khak bekrar hai

Himalya ki chotiyo ko

Tera intazaar hai

Watan se door hai magar

Watan ke geet gaye ja.

<<<The End>>>

Tags

Post a Comment

0 Comments