Yaad Aati Hai Lyrics - Hardy Sandhu | thelyricspath

Yaad Aati Hai Lyrics - Hardy Sandhu


Yaad Aati Hai Lyrics

Yaad Aati Hai Lyrics by Hardy Sandhu is brand new Hindi song sung by Harrdy Sandhu and this latest song is featuring Abhishek Singh, Asmita Sood.

Yaad Aati Hai Song Details

Song

Yaad Aati Hai

Singer

Harrdy Sandhu

Music

Hunny Bunny

Lyricist

Jaani

Cast

Abhishek Singh, Asmita Sood

 

Yaad Aati Hai Lyrics

Mere huzre mein aake

Thehar jaati hai

Mere saamne bethti hai

Aur mujhe rulati hai

 

Apne haathon se

Zehar pilati hai

 

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

 

Huzre mein aake

Thehar jaati hai

Yaad aati hai

Ho teri yaad aati hai

 

Maut meri ka kalma

Haaye padh ke baithi hai

Mare huye bande ki tarah

Akad ke baithi hai

 

Mujhko mere ghar se

Baahar na jaane de

Bewakoof pairon se

Pakad ke baithi hai

 

Mujhe kuch na samajh aaye

Meri rooh kaanp jaaye

Arey woh toh chahti hai

Ke jaani mar jaaye

 

Mere kaano mein

Yoon chillati hai

 

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai


Huzre mein aake

Thehar jaati hai

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

 

Oh tumne toh hai nahi aana

Yaar mera dard ghatana

Jahan teri yaad na aaye

Aisa koyi shehar batana

 

Oh saara din laindi ae swaad sajan

Badi ae kharaab teri yaad sajan

Saara din laindi ae swaad sajan

Badi ae kharaab teri yaad sajan

 

Mujhko jaga ke

Khud so jaati hai

 

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

Yaad aati hai

Oh teri yaad aati hai

<<<The End>>>


Tags

Post a Comment

0 Comments